Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKareena Kapoor
HomeKareena Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo hum dono panchhi hote tairte hum is neele gagan mein pankh pasaare saari dharti apni hoti apne hote saare nazaare khuli fizaaon mein udte khuli fizaaon mein udte apne dilon mein hum saara pyaar samoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain lehrein hi lehrein banti hain hum dono jo hum dono jo milte to kuchh aisa hota sab kehte ye leher leher
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tera nashila badan bahon ne chhoda nahin aankhen to kholi magar sapna wo toda nahin haan wohi wo wohi sanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin hoo raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon tera khayaal aaye to bal khaa ke mal jata hai pani ki chaadar tale dum mera jal jaata hai haan wohi wo wohi sanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin hoo raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tere gale milne ke mausam bade hote hain janmon ka vada koi ye ghum bade chhote hain hoo tere gale milne ke mausam bade hote hain janmon ka vada koi ye ghum bade chhote hain lambi si ik raat ho lamba sa ik din mile bas itna sa jeena hooo
rafta rafta haule haule dil ko churaaya tumne dil ko to pata bhi na chala chori chori chupke chupke jaadu jagaaya tumne dil ko toh pata bhii na chala kabhi haan kabhi na hum karte rahe chhupke aahein bhi bharte rahe dekhte dekhte ye kya hogaya na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na rafta rafta haule haule dil ko churaaya tumne dil ko to pata bhi na chala hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm raaton mein ab tera sapna mujhko aata hai haay ik angdaayi ik bechaini deke jaata hai teri aankhon ka main deewana hoon tere hothon ka main paimaana hoon tu yeh jaane na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na na rafta rafta haule haule dil ko churaaya tumne dil ko to pata bhi na chala iss pehloon mein iss daaman mein mujhko rehna hai dard
chahe geeta baanchiye ya padhiye quraan meri teri preet hi har pustak ka gyaan hu aaaa aaaa aaaa aaaa piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piyaa aaaaaaa piyaaaaa jaise chaand ke sang chandani jaise raag ke sang hai ragini jaise bhari basant mein morani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani tujhe pehnun odhun bichhaaun main tujhe bhar ke saanson mein gaaun main tujhe pehnun odhun bichhaaun main tujhe bhar ke saanson mein gaaun main teri raah ab nahin chhodni teri raah ab nahin chhodni ta dhaiya nare dhum tana dere na ta na na dere dhum tana dere naaa ta dhaiya nare dhum tana dere na ta dhaiya nare dhum tana dere naaaaaaaaa
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi badari mein lipti huyi tu mile haan dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi nadiya pe chalta huaa tu mile roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara maine samay rok ke tera pata puchha hai nili nadi se keh ke sagar tale dhunda hai haan leheron pe chalte huye pani ke fan chhute hain jaise tere haath hoo mera ye tan chhute hain roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole
mere saaiyaan mere saaiyaan ree saaiyaan ree sachaa bole na jhoota mahiyaa re hoo oo mere saaiyaan ree saaiyaan ree jhooti mayaa ka jhoota hai jiya re hoo oo ab kis disha jaaun kit main basera paaun tu jo thame sambhal jaaun hoo oo saaiyaan mere saaiyaan saaiyaan mere saaiyaan mere saaiyaaan mere saaiyaan re saaiyaan re sachaa bole na jhoota mahiyaa re daaman mein samete andhera laayi hai behrupiyaa roshani hoo oo loriyaan gaayen to neenden jal jati hai laage gal sureeli chandani mere saiyaan re saiyaan re dil sheeshe ka toota aashiyan re hoo oo ab kis disha jaaun kit main basera paaun tu jo thame sambhal jaaun hoo oo saiyaan mere saiyaan saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan
san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan mere jaisa dhoondh ke laa mera sajjan san sanna nan nan nan san sanna nan nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan aisa kahin koi nahin aisa kahin koi nahin aisa ho to shaayad main karloon milan aisa ho to shaayad main karloon milan jaaa jaaaaa jaa ri pawan jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan aakaash hai koi prem kavi main uski likhi kavita hooo aakaash hai koi prem kavi main uski likhi kavita mere jaisa koi nahin aaya jag mein yug bita chhoo na sake koi mujhe chhoo na sake koi mujhe chhoo le to haaye lag jaaye agan chhoo le to haaye lag jaaye agan jaa jaa re jaaa jaa ri pawan jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan main aap hi apni premika main aap hi apni saheli haan main aap hi apni premika main aap hi apni saheli
dhadkan ki ravani lele chahat ki nishani lele sanjana chaahe tujhe jo bhi chaahe aa mujhse lele tu ishq hai tujhe pyaar doon kya doon tera pyaar hoon tujhe pyaar doon kya doon main bhi yahaan tu bhi yahaan prem hi prem harsoo sanjana i love you sanjana i love you oh ye sanjana i love you sanjana i love you love you love you tu ishq hai tujhe pyaar doon kya doon tera pyaar hoon tujhe pyaar doon kya doon main bhi yahaan tu bhi yahaan prem hi prem harsoo sanjana i love you sanjana i love you oh ye sanjana i love you sanjana i love you love you love you aao aaj baahon mein jhoolen baahon mein jhoolen aao saari duniyan ko bhoolen duniya ko bhoolen madhoshi chhaayi hai dekho na le chala pal ye kahaan pal ye kahaan main bhi yahaan tu bhi yahaan prem hi prem harsoo sanjana i love you sanjana i love you oh ye sanjana i love you sanjana i love you love you love you phoolon ki tarha aaj mehken aao na mehken deewaane hokar behken aao na behken hooo masti si chhayi hai kuchh
o o o sun o jaane waale sun o jaane waale laut ke aana sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool na jaana tum bin pal pal rahoongi main bekal ban ke birhan sang hain tumhaare mere des ke sipaahi mera mann mera mann mera mann sun o jaane waale tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge barf se thandi koyal si kaali tum bin hogi har diwaali hooo seekhenge baadal aansoon bahaana aag lagaane ko jaan jalaane ko hoga saawan saawan ki iss agani ka hoga indhan mera mann mera mann sun o jaane waale ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare khaali rahegi kursi tumhaari pyaasi rahegi phoolon ki kyaari hoooo tarsega tumko saara gharaana baahon ko pasaare suno tumhin ko pukaare iss ghar ka aangan jaao tum chaahe kahin saath hai meri dhadkan mera mann mera mann sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool
nazron se nazren mili to jannat si mehki fizaayen lab ne jo lab chhoo liya to aasmaan se barsi duwaayen aisi apni muhabbat aisi rooh e ibaadat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah teri baahon mein ye jism khil gaya teri saanson mein chain mil gaya kaise rahen hum judaa hoo hoo tere paas hum itne huye tere khaab apne huye aise huye ab hum fidaa aisi uski inaayat mit gayi har shikaayat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah hooo tere saaye mein mili har khushi teri marzi meri zindagi le chal tu chaahe jahaan haan haan meri aankhon mein nazar teri hai meri shaam o sehar teri hai tu jo nahin to main kahaan khil gayi meri kismat paa ke teri ye chaahat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah
aaaaaa aaaa haaye aeeee hoooo taal pe jab yeh zindgaani chali hoooo taal pe jab yeh zindgaani chali hum hain deewaane hum hain deewaane yeh kahaani chali oo oo oo oo ooo aa aa aa aa aaa taal pe jab yeh zindgaani chali taal pe jab yeh zindgaani chali hum hain deewaane yeh kahaani chali oo oo oo oo ooo aa aa aa aa aaa ooooo ooooo oooo oooo aaaa teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya hai nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya hai teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya hai nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya hai sach to yeh hai sanam hai yeh tera karam hosh saara ganwa ke deewaani chali taal pe jab yeh zindgaani chali taal pe jab yeh zindgaani chali hum hain deewaane yeh kahaani chali oooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaa sach kehta hoon maine jabse thaama hai yeh aanchal meri duniya mein har pal hai jaise koi hulchal sach kehta hoon maine jabse thaama hai yeh aanchal meri duniya mein har pal hai jaise koi
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho bas aaj hulchul ho jaaye jab laher laher se takraaye dariya mein jo toofaan aaye talaa tum wo kehlaaye talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum mein hum tum hai hum tum kahin ghum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum is talaa tum mein hum dil ki kashti sanam aaj utaarenge hai kasam talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum mein hum tum hai hum tum kahin ghum talaa tum is talaa tum mein hum dil ki kashti sanam aaj utaarenge hai kasam talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum ishq jab had se badhne lage dard saason mein chadhne lage shabnami ho agan thandi thandi jalan jism jalne lage toot jaaye badan is talaa tum mein hum dil ki kashti sanam aaj utaarenge hai kasam talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum talaa tum mein hum tum hai hum tum kahin ghum talaa tum sacha dil mein agar pyaar ho kashti toofaanon se paar ho
english mein kende booty shooty punjabi vich tooh english mein kende booty shooty punjabi vich tooh o mehfil taan sajdi te hilte dulte tooh gore gore naughty naughty round round toonh punjabiyan de tooh sharabiyan de tooh oh gore gore nikke nikke tere mere tooh repeat pe beat pe vajdi dholki everybody does it and you can do it too left right kare chain churaaye tooh district mein hullad machaaye tooh all the boys go crazy when i shake that tooh aashiqon ki linein lagwaye tooh haye raid padaye raaton mein punjabiyon ki tooh baraatiyon ki tooh baaz naa aaye drunkard sharabiyon di tooh sharabiyon di tooh oh red gulabi kurti mein hai kya gazab ki tooh haay kya gazab ki tooh everybody does it and you can do it too left right kare chain churaaye tooh district mein hullad machaaye tooh all the boys go crazy when i shake that tooh aashiqon ki linein lagwaye tooh aajkal di kudiyan di koi limit na ghodi chadh ke aayi vekho attitude ki maa kood kood ke fand fand ke entry mare
wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo muhabbat ke din wo ghadi wo palchhin wo chhalakta mausam baarishon ki rimjhim humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar saanson ki wo halchal wo mehkta aanchal baahon ke wo ghere zulf ka wo baadal humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tera sharmana wo nazar ka jhukna jaate jaate tera wo achanak mudna humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo mere bin bole tera samjh lena wo ishaaron se hi baat sab keh dena humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo ladaayi jhagde baad mein pachhtaana rooth ke wo jaana laut
armaanon ke iss gulshan mein tum aaye ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah sagar ke sang lehar kiran suraj ke saath mein chalti hai shama hamesha parwane ki chaahat mein hi jalti hai phool mein khushboo rehti hai aur seep mein moti rehta hai tera mera hoga milan dharti se ambar kehta hai mere hothon pe rehna har dam saazon mein chhupi sargam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se main tere saath mein ab rahoonga sadda maine lee hai kasam hai mera faisla aakhri saans tak hum na honge juda yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam
dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara tumse koi achha hai na tumse koi pyaara yun nazrein na phero tum mere ho mere tum hoo hoo hey eh hey hey hoo hoo hey eh hey hey she''s what i want she''s what i love she''s sent to me from the heaven above she''s so cool she''s so fine out of ten i''d give her nine hey eh eh eh hey dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara yea dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara tumse koi achha hai na tumse koi pyaara yun nazrein na phero tum mere ho mere tum keh do na keh do na you are my sonia hey keh do na keh do na you are my sonia you are you are my sonia you are you are my sonia hey aa aa aa ha dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara tumse koi achha hai na tumse koi pyaara yun nazrein na phero tum mere ho mere tum keh diya keh diya you are my sonia you are you are my sonia you are you are my sonia teri mohabbat mein ye dil deewana hai iss mein hai meri kya khataa haan ye dil churaane ka achha bahaana hai mujhko hai pehle se pataa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Panchhi Nadiyaa Pawan Ke Jhonke Refugee (2000) 08:46 21085
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 08:46   Song Number : 21085   

Raat Ka Nasha Asoka (2001) 05:13 16804
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chitra, Chorus
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 05:13   Song Number : 16804   

Rafta Rafta Hulchul (2004) 05:11 18638
 
Poster of Hulchul (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Vidyasagar
Singer- 
Udit Narayan, Sujata
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 05:11   Song Number : 18638   

Rang Deeni Dev (2004) 04:49 38312
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Tusshar Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 38312   

Roshani Se Bhare Bhare Asoka (2001) 06:39 16807
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kareena Kapoor
Duration : 06:39   Song Number : 16807   

Saaiyaan Heroine (2012) 03:23 17076
 
Poster of Heroine (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 03:23   Song Number : 17076   

San Sanna Nan Asoka (2001) 05:50 16810
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hema Sardesai
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Shahrukh Khan
Raag- 
Candrakauns
Duration : 05:50   Song Number : 16810   

Sanjana I Love You Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 07:42 19293
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Kareena Kapoor
Duration : 07:42   Song Number : 19293   

Seemayen Bulaye Tujhe LOC Kargil (2003) 07:57 12232
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 07:57   Song Number : 12232   

Shukraan Allah Kurbaan (2009) 04:44 17022
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 04:44   Song Number : 17022   

Taal Pe Jab Yeh Refugee (2000) 07:11 39792
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 07:11   Song Number : 39792   

Talaa Tum Talaa Tum Aitraaz (2004) 07:01 16876
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 07:01   Song Number : 16876   

Tooh Gori Tere Pyaar Mein (2013) 04:20 32940
 
Poster of Gori Tere Pyaar Mein (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Anvita Dutt
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Imran Khan, Kareena Kapoor
Duration : 04:20   Song Number : 32940   

Wo Tassavur Aitraaz (2004) 05:29 16877
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:29   Song Number : 16877   

Yaar Badal Na Jaana Talaash (2003) 05:18 18100
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 18100   

You Are My Sonia Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 05:43 16748
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Kareena Kapoor
Duration : 05:43   Song Number : 16748   
Karaoke Songs of kareena kapoor, Sad Songs of kareena kapoor, Love Songs of kareena kapoor, Dance Songs of kareena kapoor, Hip-hop songs of kareena kapoor, Best songs of kareena kapoor, Super hit songs of kareena kapoor, hit songs of kareena kapoor, duet songs of kareena kapoor, solo songs of kareena kapoor, old songs of kareena kapoor, famous songs of kareena kapoor, Hindi Karaoke Songs of kareena kapoor, Hindi Sad Songs of kareena kapoor, Hindi Love Songs of kareena kapoor, Hindi Dance Songs of kareena kapoor, Hindi Hip-hop songs of kareena kapoor, best Hindi songs of kareena kapoor, super hit Hindi songs of kareena kapoor, hit Hindi songs of kareena kapoor, duet Hindi songs of kareena kapoor, solo Hindi songs of kareena kapoor, old Hindi songs of kareena kapoor, famous Hindi songs of kareena kapoor, Sing Along Songs of kareena kapoor, Sing Along Sad Songs of kareena kapoor, Sing Along Love Songs of kareena kapoor, Sing Along Dance Songs of kareena kapoor, Sing Along Hip-hop songs of kareena kapoor, Sing Along Best songs of kareena kapoor, Sing Along Super hit songs of kareena kapoor, Sing Along hit songs of kareena kapoor, Sing Along duet songs of kareena kapoor, Sing Along solo songs of kareena kapoor, Sing Along old songs of kareena kapoor, Sing Along famous songs of kareena kapoor